Kaash wo Zindagi Mein Aaye na hote..
Raat ki tanhai me unko awaaz diya karte hai
Raat me sitaron se unka zikre kiyakarte hai,
Woh ayen ya na ayen humare khwabon me,
Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aap Gairon ki baat karte hain,
humne Apno ko Aajmaya hai!
log Katoan se bachkar chalte hain,
humne Fooloan se Jakhm khaya hai!!
hai….
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yaad aane wale yaad aae ja rahe
hain,Mere khyalon ki duniya par chae
jaa rahe hain.Hum kuch keh rahe hai
par wo chup hai,Bas mera msg padh
kar muskurae ja rahe hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
In aakhon mein aasu aaye na hote..
Wo jo mud mudkar yu muskuray na hote..
Unke jane ke baad ye Gam hota hai…
Kaash wo Zindagi Mein Aaye na hote..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rah
dono khamosh par baat karli…
Mohabbat ki fiza ko jab khush paya, in
aankhon ne roh roh ke barsaat kar li
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zakham dene ka aandaz kuch aaisa
hai zakham de kar poochte hai ke aab
haal kaisa hai kissi ek se gila kya
karna yaro sari duniya ka mizaz ek
jaisa hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na KOi Kissi Se dur Hota Hai Na Koi
Kissi Ke Kareeb Hota Hai Pyaar Khud
Chal Kar Aata hai Jab Koi Kissi Ke
Naseeb Me Hota Hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hasino ne Hsi bankar Gunah kiya….
auro ko thik hame bhi tabah kiya….
pesh kiya jab gazalo mein unki bewafai
koi , auro ne thik unhone ne bhi WAh Wah Kiya…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Maine sukhe patto se poocha Yuin per
se bichad ke ji kaise rahe ho? Usne
Kaha adat si par gayi hai! Tanhai raton
se poocha Itni gumsum si kyun rehti
ho? Usne kaha adat si par gayi hai!
Maine dil se poocha Jaam me dard mila
kar kyun pite ho? To dil ne kaha Yeh
adat hai jo badalte nehi! Main lakh
chahta hu, Phir bhi yeh sudharte nehi!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Socha na thaa teri ulfat mey aisee thokar khaayenge
Pyar kee duniya mey saans lene sey pahle hi mar jaayenge
Ab pataa chala ke Ishq ek Khel hai koi jasbaat nahi
Aur kitney dil yaha jeete aur haarey jaayenge
Chahta tau hu magar aasaan nahi tuje bhoolna
teri yaadon ke sahare yuhi din kat tey jaayenge
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Naraz na ho Humse…..

Suno! Naraz na ho humse
Suno na yun door jao mujhse
hum Khud wo hain Jin ko,
manana bhi nahi aata,
Kisi se kabhi hum ne muhabbat Jo nahi ki hai,
muhabbat kis tarha hoti hai,
Yeh jatana bhi nahin aata hume,
Suno na yun door jao mujhse
hum Khud wo hain Jin ko,
manana bhi nahi aata,
Kisi se kabhi hum ne muhabbat Jo nahi ki hai,
muhabbat kis tarha hoti hai,
Yeh jatana bhi nahin aata hume,
Suno! Naraz na ho humse,
Na koi Phool tum jaisa
ki mehak uthe humare deed-e-dil Jis ki Khushbo se,
Patjhar ka wo mausam tal chuka hai ab to
magar jo haar honi thi, wo to ho chuki hum se
Na koi Phool tum jaisa
ki mehak uthe humare deed-e-dil Jis ki Khushbo se,
Patjhar ka wo mausam tal chuka hai ab to
magar jo haar honi thi, wo to ho chuki hum se
Suno !Haare hue logon sey yon rootha nahi karte,
Suno! Is kadar naraz na ho humse……. ..!!!!
Suno! Is kadar naraz na ho humse……. ..!!!!
Kya pyaar issi ko kahte hain…
Jo mil kar bhi naa mil pata hai.
Kaise yeh usse batayein hum,
Tujh bin rah na paayein hum.Kyun baar baar woh satata hai -
Kuwaabon main aakar rulata hai?
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?Woh mann main har dum rahta hai,
Dharkan ki tarah dharkta hai.
Hain issi ehsaas se zindaa hum,
Hain ek-duje ke dil o jaan hum.Ek duje ke dil main rahte hain -
Kya pyaar issi ko kahte hain?
Wo Pyar Jo HaQiQat Me Pyar Hota Hai.
Wo Pyar Jo HaQiQat Me Pyar Hota Hai.
Zindagi Me Sirf Ek Baar Hota Hai.
Nigaho Ke MiLte MiLte DiL MiL Jaye.
Ye IttefaQ Sirf Ek Baar Hota Hai. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Rom-Rom mei humare voh base hai,
Najare humari aur chehra unkha hai,
Har saans mein humari voh base hai,
Dhadkane humari aur dil unka hai..~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Mat Banana Riste Ish Jaha Me
Bahut Muskil Unhe Nibana Hoga
Har Ek Rista Ek Naya Gam Dega
Ek Tarf Bebas Tum
Aur Ek Taraf Hasta Zamana Hoga~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Ae_Dost
Intezar To Bahut Tha HaMe,
Lekin Aye Na Wo Kabhi
HuM To Bin Bulaye Hi Aa Jate
Agar Hota Unhe Bhi Intezar Kabhi,~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Wo Izzat De to Itni Baat Kehna.
Hame Nind Nhi Aati Saari Raat Kehna
Kisi Kaam Me B DiL Nahi Lagta AajKal
Hame Bahut Satati H Unki Yaad Kehna ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Mulakat bhi kabhi aansu de jati he
Najre bhi kabhi dhoka de jati he
Gujre hue lamho ko yad karke dekhiye
Tanhayi bhi kabhi sukun de jati he ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aankho mein Aansu hai
Aankho mein Aansu hai ,
phir bhi Labbo pe Muskaan hai….
kyunki jeena toh har Haal mein hai ,
toh hasne mein kya Nuksaan hai….
SO KEEP SMILING~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Kuch bikhre sapne hai, kuch tuti yaadein
hai, ek chota sa aasma aur ummido ki
zameen hai, yun toh bahut kuch hai
zindagi me, bas jise chahate hai, uski
kami hai…~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Dard ko bhi ab dard hone laga hai, dard
khud hi hamare ghav dhone laga hai, dard
ke sath kabhi roye na hum, dard khud hi
humko chu ke rone laga hai~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Mai Dekh K Is Kadar Muskrata Hu
Mai Majburi Se Tumari Galiyo Me Aata Hu
Ise Tum Meri Khata Na Samjna
Mai Apni Soyi KISMAT Jagane Ata Hu. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Neendain meri Aankhon se churaata hai
wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata
hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin
hai………….
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi
shakhs~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kaise yeh usse batayein hum,
Tujh bin rah na paayein hum.
Kuwaabon main aakar rulata hai?
Bhulanaa us ko chahein hum,
Par kis tarah bhulaayein hum?
Dharkan ki tarah dharkta hai.
Hain issi ehsaas se zindaa hum,
Hain ek-duje ke dil o jaan hum.
Kya pyaar issi ko kahte hain?

Wo Pyar Jo HaQiQat Me Pyar Hota Hai.
Zindagi Me Sirf Ek Baar Hota Hai.
Nigaho Ke MiLte MiLte DiL MiL Jaye.
Ye IttefaQ Sirf Ek Baar Hota Hai.
Zindagi Me Sirf Ek Baar Hota Hai.
Nigaho Ke MiLte MiLte DiL MiL Jaye.
Ye IttefaQ Sirf Ek Baar Hota Hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Rom-Rom mei humare voh base hai,
Najare humari aur chehra unkha hai,
Har saans mein humari voh base hai,
Dhadkane humari aur dil unka hai..
Najare humari aur chehra unkha hai,
Har saans mein humari voh base hai,
Dhadkane humari aur dil unka hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mat Banana Riste Ish Jaha Me
Bahut Muskil Unhe Nibana Hoga
Har Ek Rista Ek Naya Gam Dega
Ek Tarf Bebas Tum
Aur Ek Taraf Hasta Zamana Hoga
Bahut Muskil Unhe Nibana Hoga
Har Ek Rista Ek Naya Gam Dega
Ek Tarf Bebas Tum
Aur Ek Taraf Hasta Zamana Hoga
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ae_Dost
Intezar To Bahut Tha HaMe,
Lekin Aye Na Wo Kabhi
HuM To Bin Bulaye Hi Aa Jate
Agar Hota Unhe Bhi Intezar Kabhi,
Intezar To Bahut Tha HaMe,
Lekin Aye Na Wo Kabhi
HuM To Bin Bulaye Hi Aa Jate
Agar Hota Unhe Bhi Intezar Kabhi,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wo Izzat De to Itni Baat Kehna.
Hame Nind Nhi Aati Saari Raat Kehna
Kisi Kaam Me B DiL Nahi Lagta AajKal
Hame Bahut Satati H Unki Yaad Kehna
Hame Nind Nhi Aati Saari Raat Kehna
Kisi Kaam Me B DiL Nahi Lagta AajKal
Hame Bahut Satati H Unki Yaad Kehna
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mulakat bhi kabhi aansu de jati he
Najre bhi kabhi dhoka de jati he
Gujre hue lamho ko yad karke dekhiye
Tanhayi bhi kabhi sukun de jati he
Najre bhi kabhi dhoka de jati he
Gujre hue lamho ko yad karke dekhiye
Tanhayi bhi kabhi sukun de jati he
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aankho mein Aansu hai

Aankho mein Aansu hai ,
phir bhi Labbo pe Muskaan hai….
kyunki jeena toh har Haal mein hai ,
toh hasne mein kya Nuksaan hai….
SO KEEP SMILING
phir bhi Labbo pe Muskaan hai….
kyunki jeena toh har Haal mein hai ,
toh hasne mein kya Nuksaan hai….
SO KEEP SMILING
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kuch bikhre sapne hai, kuch tuti yaadein
hai, ek chota sa aasma aur ummido ki
zameen hai, yun toh bahut kuch hai
zindagi me, bas jise chahate hai, uski
kami hai…
hai, ek chota sa aasma aur ummido ki
zameen hai, yun toh bahut kuch hai
zindagi me, bas jise chahate hai, uski
kami hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dard ko bhi ab dard hone laga hai, dard
khud hi hamare ghav dhone laga hai, dard
ke sath kabhi roye na hum, dard khud hi
humko chu ke rone laga hai
khud hi hamare ghav dhone laga hai, dard
ke sath kabhi roye na hum, dard khud hi
humko chu ke rone laga hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mai Dekh K Is Kadar Muskrata Hu
Mai Majburi Se Tumari Galiyo Me Aata Hu
Ise Tum Meri Khata Na Samjna
Mai Apni Soyi KISMAT Jagane Ata Hu.
Mai Majburi Se Tumari Galiyo Me Aata Hu
Ise Tum Meri Khata Na Samjna
Mai Apni Soyi KISMAT Jagane Ata Hu.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Neendain meri Aankhon se churaata hai
wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata
hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin
hai………….
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi
shakhs
wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata
hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin
hai………….
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi
shakhs
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~